Hazrat Syed Budhan Shah Bharuchi
Rahmatullah Alayh
Hazrat Syed Budhan Shah Rahmatullah Alayh Hazrat Qaazi Syed Abdul Malik almarof Syed Ajmal Shah Bharuchi Rahmatullah Alayh ke khalifa thay .
Aap ko be shumaar salasil se nisbat haasil thi. Silsila Nizamia mein aap Khalifa thay Hazrat Syed Ajmal Shah Rahmatullah Alayh woh khalifa thay Hazrat Makhdum Jahanian Jahangasht Rahmatullah Alayh ke aur woh khalifa thay Hazrat Nseeral Din Chairag Dehlivi Rahmatullah Alayh ke. Silsila Kabeeria mein aapkhalifa thay Hazrat Syed Ajmal Shah Rahmatullah Alayh woh khalifa thay Hazrat Makhdum Jahanian Jahangasht Rahmatullah Alayh ke woh khalifa thay Sheikh Shams Aldeen Abu Muhammad Rahmatullah Alayh ke woh khalifa thay Sheikh ke woh khalifa thay Sheikh Qata Bil khalidi woh khalifa thay Shaik Ahmed ke woh khalifa thay Baba Mujand Rahmatullah Alayh ke woh khalifa thay Sheikh Najam Aldeen Kabeer Rahmatullah Alayh ke. Silsila Soharwardia mein aapKhalifa thay Hazrat Syed Ajmal Rahmatullah Alayh Shah woh khalifa thay Makhdum Jahanian Jahangasht Rahmatullah Alayh ke woh khalifa thay Hazrat Sheikh Rukan Aldeen Multani Rahmatullah Alayh ke woh khalifa thay Sheikh Sader aldin Multani Rahmatullah Alayh ke aur woh khalifa thay Hazrat Bahauddin Zikria Multani Rahmatullah Alayh ke. Silsila Madariya mein aap Khalifa thay Hazrat Syed Ajmal Shah Rahmatullah Alayh woh khalifa thay Hazrat Badi Aldeen Shah Madar ke. Silsila Qadria mein aap Khalifa thay Hazrat Syed Ajmal Shah Rahmatullah Alayh woh khalifa thay Syed Makhdum Jahanian Jahangasht Rahmatullah Alayh ke woh khalifa thay Sheikh Mohammad Esa ke woh khalifa thay Sheikh Abu al Maqaram Fazal Rahmatullah Alayh ke woh khalifa thay Qutub aldeen Rahmatullah Alayh woh khalifa thay Shams Aldeen Sani Rahmatullah Alayh ke woh khalifa thay Shams Aldeen Ali Hadaad Rahmatullah Alayh ke woh khalifa thay Syed Abdul Qadar Jilani Rahmatullah Alayh ke. Isi terhan silsila Naqshbandia mein aap Khalifa thay Hazrat Syed Ajmal Shah Rahmatullah Alayh woh khalifa thay Shah Abdul Haq Rahmatullah Alayh ke woh khalifa thay Khwaja Yaqoob Charkhi Rahmatullah Alayh ke aur woh khalifa thay Khwaja Bahauddin Naqshband ke .
Note :. aap ke halaat zindagi bawajood koshish ke kahin se nahi mil sakay. Qadeem kutub mein jo kuch mila mein ne likh diya. Agar kisi sahib ke paas hon to" rabita karen" ko click karkay hamaray sath rabita qaim karen aur is Kar e kher mein hissa daar banay. Ya neechay diye gaye e mil address par rabita karen .
ISRAR UL HAQ
+923218457693